Movie : Hazrat Ibrahim a.s Urdu Dubbed Watch Online

Prophet Ibrahim a.s Full Movie In Urdu

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 1

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 2

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 3

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 4

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 5

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 6

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 7

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 8

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 9

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 10

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 11

hazrat Ibrahim a.s movie in urdu part 12

Other server

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 1

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 2

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 3

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 4

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 5

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 6

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 7

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 8

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 9

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 10

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 11

Hazrat Ibrahim a.s Movie in Urdu Watch Online Part 12

10 thoughts on “Movie : Hazrat Ibrahim a.s Urdu Dubbed Watch Online”

  1. asalamo alaikom.bht acha method hai logon taq y message deney ka lakin ho sakta hain janabeali kuch log is ka galat matlab nikal dein is liye aisi videos ko naa banaya jaye to zayada acha hai jis tarha hazrat muhamad PBHU ki ajj taq koi video nahi baana saka or na hi inshallah bana saky gaa issi tarha baqi sab nabion ki video bhi nahi banai chaihiye y mere app say iltaja hai k is baat pr amal kiya jaye kyunki ho sakta hai is tarha video banay say log QURAN say bhi gafil ho jaye or issi pr baharsa karein is liye app plzzzzz mere is iltaja pr gor karana k log QURAN parhain or is pr amal kareinor apne gunahon ki toba talab karein plzzzzzzzzzzz galat maat samajhna or isie zaror parahna ALLAH HAFIZ

  2. Beshak ap ne baja farmaya. lekin aaj kal aksar Log namaz sy zyeda starplus ko zyeda tarjih dety hen ya movies ka intzar karty hen. jab k Hamary Bachon Nabion se zeyada bhagwanon ka Pata he. Kitaben to Aj kal Parta koi nahee Shaid isi Tarha wo kuch seekh jaen. haan agar aap ko shia logo ehtraz he to wo or baat he

  3. slam, hum sab k mushahde me he k hum parhi hoi batoun ko aksar bhool jaty hayn our dekhi kr suni hoi batoun ko nahi bhooltay , is lye ye side humari yadasht k lye bhut behtar he or bachoun ko b daykhay hoay qisy or kahanyan yad rehti hayn, me aysi video bnane valoun ka shukar guzar houn or Allah pak se doa karta houn k un se koi beadbi na ho

  4. mera ilam zyada waseey tu nahi par yeh janta hu kay paygam e khuda philanay se zyada naik kam aur koi nahi…. jaha mein abb logon ka bohat shukar guzar hoon jenhoo ney meri islaa farmaye aur din-e-islam kay waqyat meri samne kuch is tarah khol kar rakh diyay ke mein khud sey sharminda hu kar Khuda-e-Azeem ki ataat aur behatar tareeky se karney laga hoo magar jahan mein is baat se khush hu wahi is baat se parishan bhi key kya payambri Khuda ki video banana aur dikhna gunaha kay hamil nahi… app logon key jawab ka muntizar rohon gaaa…

  5. i agree with Fatima Ahasan, but i m still double minded. mujy ye videos dekh kar boht acha laga. specialy prophet yusuf, aur mein boht se gunahu se bacha. but i think aik aam shakhs payambar-e-khuda ko represent nehin kar sakta. aur i think ye boht bara gunah hai. is pe agar koi fatwa hai to plz islah farmein.

  6. well everyone has its own views. Regarding this but i personally think we should be thankful to those people who made such movies.when i saw THE MESSAGE i actually came to knw how difficult it was to say LA ILLAH IILLALLAH………….. AT THAT TIME. how much pain and blood had been shed for ISLAM aur aaj k musalman ko namaz pardhna musqil lagta hai!!!!!!!!!!!! and now mr sajjad on ur doubt as u have said urself dat after watching prophet yusuf(a.s) movie u saved urself from many gunaah. i think the aim is achieved.aur ek aam shakhs payambar-e-khuda ban kar woh us payambr ki baatien yaad dila raha hai aur sabko gunaah say bacha raha hai.and ms fatima EK BAKWAAS bollywood movie yah ek fizul tv serial dekhny say accha hai hum log islamic movie dekhy.jinsay hum kuch rohani riqk hasil kary aur ek bahatr insaan aur muslim bany.k kaam say kaam koshish toh kary.

      1. these movies leaves a great impression on me and i believe i never ever forget in my whole life and also i got a new strength to give answers to those who always trying to insult Islam.

  7. mujhe ye fil achi lagi. lekin main ap log yusuf alaeh salam k movie dekhe to ap ko pata lage k film kis ko kehte hai. mujhe or mere sab dosto ko prophet yusuf alaih salam movie bohat pasand ai or bohat roe be hm log

  8. this movie is good whether is see this movie but i confuse that this movie is release by shia or sunni the effect of this movie is based on sahi bukhari hadees another i see the movie massage but in this movie no role of prophet of mohammed is not seen any one only camara tric very intresting movie from 5year iam watching not bore to see the massage is very good movie i request those who make this movie to make same as another prophets by this muslime will changes there life

Leave a Reply