Tag Archives: dhoop ki pukar

Tu kia Hai?

Tu kia Hai?

Yeh rasta agaer lamba hai tou kiya hai
Yeh waqt agar guzar jaaye tou kiya hai
Iss suraj ko tou dhalna hai kabhie
Yeh aj hi dhal jaaye tou kia hai
Iss tarapti dhoop ki pukar suni
Yeh teez leher mein Gheroob ho jaaye
tou kia hai
Yeh rasta barf ki terhan hai thanda
Iss per pear phisal jaaye to kia hai
Ehsaas dar ko hota hi nahi
Dil ko koi kuchal jaaye to kia hai.