Ankhoon ankhoon may – Poetry
Ankhoon ankhoon may Guzar gaee raat aankhon aankhon main Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat Ho gaee bersaat aankhon aankhon main Mil na saka tha…
Welcome
Ankhoon ankhoon may Guzar gaee raat aankhon aankhon main Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat Ho gaee bersaat aankhon aankhon main Mil na saka tha…
Apna Ehsas mar na jaye kahin Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar na jaye kahin Un ko dekhey hoye hoi Sadyan Un ka Chehra bikhar na…
Woh Khak Bhi JANNAt Hoti Hai Jis Khak Per Do Dil Piyar Karen, Woh Khak Bhi JANNAt Hoti Hai.
Faqat Woh Phool Chun Lena Kabhi Jo Ho Guzar Tera Wafaon Ke bageche se, Faqat Woh Phool Chun Lena, Jinhai Hasrat Tumhari Hai.
Bazahir Devta Hoon Main, Bazahir Devta Hoon Main, Magar Hoon Be-Nawa Ab Bhi. Abhi Tak Na-Mukamal Hoon, Meri Takmeel Tum Se Hai.
Woh Mujhe Rulae To………. Woh Mujhe Rulae To….. Koi Baat Nahi, Main To Ro Kar Bhi Usey…….. Hasane Ka Sochta Hoon.
Koi Anjana Aa Ke Koi Anjana Aa Ke Mujhe Jaan Kar Phir anjaan Ban Gaya Muje Khud Mein Basa Ker Khud Se Begana Bana Ker Phir Se Anjaan Ban Gaya
Kahin Barson Ki Ibadat Haar Jati hAi Kahen Par Dua Ka Ek Lafz Asar Kar Jata Hai, Kahin Barson Ki Ibadat Haar Jati hAi.
Muhabat Is Terhan Jaise Gulabi Titliun Ke Per Muhabat Is Terhan Jaise Gulabi Titliun Ke Per, Mohabbat Zindagani Ki Jabeen-e-Naz Ka Jhoomer, Muhabat arzoo Ki Seep Ka Anmol sa Gohar,…