Jo Sirf Usi Ka Tha Thukra ke usne mujh ko,kaha muskuraane ko! Main hans diya kyon ki , sawal uski khushi ka tha. Maine khoya woh jo mera tha hi nahi, Usne khoya wo jo sirf usee ka tha.. Post navigation Baat Karte Hain Takalluf se – Poetry Kabhi Khud Ko Sab Ka Bana Diya – Poetry